SONG: Tadapaa Ke Mujhe Ab Chhod Diyaa - तड़पा के मुझे अब छोड़ दिया

Tadapaa Ke Mujhe Ab Chhod Diyaa - तड़पा के मुझे अब छोड़ दिया

LYRICS:
dil todane waale yaad rahe ho yaad rahe aansu na bahaanaa mere liye duniyaa teri aabaad rahe aabaad rahe jab pyaar ki duniyaa lut jaaye phir ji kar bhi kyaa lenaa hai jab pyaar ki duniyaa lut jaaye phir ji kar bhi kyaa lenaa hai aramaan tadap kar kahte hai barabaad the ham barabaad rahe barabaad rahe mai thaam ke aansu palko me chupke chupke jal jaunga mai thaam ke aansu palko me chupke chupke jal jaunga is dil me dard basaa lungaa ab kyun isme teri yaad rahe teri yaad rahe o jane wale tu kya jane ro ro ke jawani kahti hai o jane wale tu kya jane ro ro ke jawani kahti hai kya pyar yahi hai dil tadpe or hontho par fariyad rahe fariyad rahe majbur tha mai tujhko teri kismat ke sahare chod diya majbur tha mai tujhko teri kismat ke sahare chod diya ab dil ki dhadkan kahti hai tu shad rahe aabad rahe aabad rahe tadpake mujhe ab chod diya dil todane waale yaad rahe ho yaad rahe