SONG: Tabah Tabah Kar Gaya, Tabah Tabah - तबाह तबाह कर गया, तबाह तबाह

Tabah Tabah Kar Gaya, Tabah Tabah - तबाह तबाह कर गया, तबाह तबाह

LYRICS:
haq mein jinke the hum dua kar rahe gairo ki baho mein wo maza kar rahe tabah kar gaye tabah kar gaye haal kaisa tha mera wo kya kar gaye tabah kar gaye tabah kar gaye haal kaisa tha mera wo kya kar gaye mujhko seene se wo laga kar ishq itna jo tha jataya jo bhi tha sab jhoot fareb tha apne bare mein jo bataya allah allah ye kyun hum gunah kar gaye kaise ek bewafa se wafa kar gaye tabah kar gaye tabah kar gaye haal kaisa tha mera wo kya kar gaye tabah kar gaye tabah kar gaye haal kaisa tha mera wo kya kar gaye subah kaha hoti hai hai tumhari raate kaha tum bitate ho sharm se aankein jhukti nahi kya gair gali jab jaate ho subah kaha hoti hai hai tumhari raate kaha tum bitate ho sharm se aankein jhukti nahi kya gair gali jab jaate ho o yara nazro se teri hume allah bachaye samne maut aaye par tu phir na aaye ishq ishq ye ishq ishq haan jannat sa hai ishq ishq gar tere jaisa yaar mile toh sabse bura hai ishq ishq ishq ishq ye ishq ishq haan jannat sa hai ishq ishq gar tere jaisa yaar mile toh sabse bura hai ishq ishq tabah kar gaye tabah kar gaye haal kaisa tha mera wo kya kar gaye tabah kar gaye tabah kar gaye haal kaisa tha mera wo kya kar gaye