SONG: Taaron Kee Thandee Chhainya Ham Tum Mile - तारों की ठंडी छैंया हम-तुम मिले

Taaron Kee Thandee Chhainya Ham Tum Mile - तारों की ठंडी छैंया हम-तुम मिले

LYRICS:
taron ke thande chhainya ham-tum mile o saiyan yad rahe o saiyan yad rahe bhigi- bhigi mithi ratiya pyari-pyari batiya sajani yad rahe o sajani yad rahe pihu-pihu bole kahe dur se papihra ji dur se papiara pihu-pihu bole kahe dur se papihra ji dur se papiara piya-piya bole mora matvara jiyara kaliyo pe bhanvra dole haule-haule saiyan yad rahe o saiyan yad rahe bhigi- bhigi mithi ratiya pyari-pyari batiya sajani yad rahe o sajani yad rahe late ghunghrali kaali gora-gora rup hai jo gora-gora rup hai late ghunghrli kaali gora-gora rup hai kaisa ye jadu dekha chhanv me dhup hai ghunghat me chhup ke jhanke nain tore banke sajani yad rahe o sajani yad rahe taron ke thande chhainya ham-tum mile o saiyan yad rahe o saiyan yad rahe laharo pe chham-chham nache chanda ke chandniya laharo pe chham-chham nache chanda ke chandniya ban-than ke aai dekho raat ki dulhaniya taron ke barat aai baje shahnaiya saiyan yad rahe o saiyan yad rahe bhigi- bhigi mithi ratiya pyari-pyari batiya sajani yad rahe o sajani yad rahe taron ke thande chhainya ham-tum mile o saiyan yad rahe o saiyan yad rahe