SONG: Taaro Ka Ye Khazana - तारो का ये खज़ाना

Taaro Ka Ye Khazana - तारो का ये खज़ाना

LYRICS:
taro ka ye khazana, taro ka ye khazana ye chandani suhani kitna hasi fasana, kitni hasi kahani soya hua zamana jagi hui jawani aye chand muh chupa le,aye chand muh chupa le hai chand mere ghar me, hai chand mere ghar me kyu tujhko rat layi hai, wo hai meri najar me ya chand hai diwana, ya rat hai diwani soya hua zamana, jaagi hui jawani in mast badlo ki, in mast badlo ki maujo me bah rahi hu, samjho agar to mai ek afsana kah rahi hu kahne ka jab maza hai, kahne ka jab maza hai sunte ho wo kahani soya hua zamana, jagi hui jawani taro ka ye khazana, taro ka ye khazana ye chandani suhani soya hua zamana jagi hui jawani