SONG: Taar Taar Baj Raha Dil Ke Sur Bahar Ka Gun Guna Le Aa - तार तार बज रहा दिल के सुर बहार का गुण गुणा ले आ

Taar Taar Baj Raha Dil Ke Sur Bahar Ka Gun Guna Le Aa - तार तार बज रहा दिल के सुर बहार का गुण गुणा ले आ

LYRICS:
tar tar baj raha dil ke sur bahar ka gungunale aa piya git aaj pyar ka aa piya sajaniya aa piya sajaniya tar tar baj raha dil ke sur bahar ka gungunale aa piya geet aaj pyar ka aa piya sajaniya aa piya sajaniya aake hath thamle mujhpe nasha cha gaya jab kisi ka dil lute aaj wo din aa gaya aake hath thamle mujhpe nasha cha gaya jab kisi ka dil lute aaj wo din aa gaya lutle aaj maja is bahar ka aa piya sajaniya aa piya sajaniya samjh le sajan ye jawani ka isara jawani ka isara ye wo umar hai jo nahi aaye dobara nahi aaye dobara oh yu hi gujar jaye na ye sma khumar ka aa piya sajaniya aa piya sajaniya ye rangila waqt hai dur dur kyu rahe ho dil se mila dil hai jab fir judai kyu sahe ye rangila waqt hai dur dur kyu rahe ho dil se mila dil hai jab fir judai kyu sahe aaj ke mausam ke kam kya intzar ka aa piya sajaniya aa piya sajaniya