SONG: Surat Yatim Ki Shauq Shikar Kaa - सूरत यतीम की शौक़ शिकार का

Surat Yatim Ki Shauq Shikar Kaa - सूरत यतीम की शौक़ शिकार का

LYRICS:
aa aa aa aa aa surat yatim ki sauq shikar ka hota hain haal bura aise tedhi mar ka surat yatim ki sauq shikar ka hota hain haal bura aise tedhi mar ka dekho ji jyada hoshiyari hain buri apne pe naaj ye bimari hain buri dekho ji jyada hoshiyari hain buri apne pe naaj ye bimari hain buri sau sunar ke to ek lohar ka hota hain haal bura aise tedhi mar ka surat yatim ki sauq shikar ka hota hain haal bura aise tedhi mar ka jitana bhi koi siyana hota hain apne hi teer ka nishana hota hain jitana bhi koi siyana hota hain apne hi teer ka nishana hota hain aata hain maja fir thanda bukhar ka hota hain haal bura aise tedhi mar ka surat yatim ki sauq shikar ka hota hain haal bura aise tedhi mar ka khel nahi duniya me kisi ko banana dekho nahi khela kacchi goliya jamana khel nahi duniya me kisi ko banana dekho nahi khela kacchi goliya jamana hoga natija bura jhuthe khumar ka hota hain haal bura aise tedhi mar ka surat yatim ki sauq shikar ka hota hain haal bura aise tedhi mar ka