SONG: Sur Ki Gati Main Kya Janu - सुर की गति मैं क्या जानूं

Sur Ki Gati Main Kya Janu - सुर की गति मैं क्या जानूं

LYRICS:
sur ki gati main kya janu ek bhajan karna janu sur ki gati main kya janu ek bhajan karna janu arth bhajan ka bhi ati gehra usko bhi main kya janu arth bhajan ka bhi ati gehra usko bhi main kya janu prabhu prabhu prabhu karna janu prabhu prabhu prabhu karna janu naina jal bharna janu sur ki gati main kya janu gun gaye, gun gaye prabhu nyay na chhode fir kyon tum gun gaate ho fir kyon tum gun gaate ho main bola main prem deewana main bola main prem deewana itni baaten kya janu sur ki gati main kya janu ek bhajan karna janu sur ki gati main kya janu