SONG: Sur Bin Taan Nahi Hai - सुर बिन तान नहीं है

Sur Bin Taan Nahi Hai - सुर बिन तान नहीं है

LYRICS:
sur bin taan nahi nahi rey sur bin taan nahi nahi rey unka jiwan bhi kya jiwan unka jiwan bhi kya jiwan jisme maan nahi sur bin taan nahi nahi rey guru bin gayan nahi nahi rey guru bin gayan nahi nahi rey bin suraj ke divas na hota bin suraj ke divas na hota tujhko ko dhyan nahi guru bin gayan nahi nahi rey sur bin taan nahi bin mosam gaye na koyaliya bin gori baze na payaliya bin mosam gaye na koyaliya bin gori baze na payaliya bin yoban ke jiwan aisa jisme paran nahi sur bin taan nahi nahi rey guru bin gayan nahi mosam ki mohtaj na koyal mosam ki mohtaj na koyal pairo ki mohtaj na payal mosam ki mohtaj na koyal pairo ki mohtaj na payal yovan char dino ka pawan kar abiman nahi guru bin gayan nahi nahi rey sur bin taan nahi