SONG: Sur Badle Kaise Kaise Dekho Qismat Ki Shahnai (Part 1) - सुर बदले कैसे-कैसे देखो क़िस्मत की शहनाई

Sur Badle Kaise Kaise Dekho Qismat Ki Shahnai (Part 1) - सुर बदले कैसे-कैसे देखो क़िस्मत की शहनाई

LYRICS:
sur badle kaise kaise dekho kismat ki shahnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shahnaai haath me aaya na haath piya ka kaahe ko mehadi rachaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shahnaai bikhar gayi sehre ki kaliya haar singar bhi pad gaya phika bikhar gayi sehre ki kaliya haar singar bhi pad gaya phika ghunghat hi ki ot se paaya chaar ghadi bas darshan pi ka tut gaye sab sundar sapne raat milan ki na aayi sur badle kaise kaise dekho kismat ki shahnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shahnaai