SONG: Suno Suno Suno Suno Baat Pate Ki - सुनो सुनो सुनो सुनो बात पते की

Suno Suno Suno Suno Baat Pate Ki - सुनो सुनो सुनो सुनो बात पते की

LYRICS:
suno suno suno suno baat pate ki suno suno suno suno baat pate ki baat ye sahi hai, bado ne kahi hai yeh jano ab jo naya hai wo kal ho purana sach hai yeh kehna mano mano maano mano suno suno suno suno baat pate ki baat yeh sahi hai, bado ne kahi hai yeh jano ab jo naya hai wo kal ho puraana sach hai yeh kehna mano mano mano mano suno suno suno suno baat pate ki naye naye fasion se khud ko sajana ban than ke piyaji ke mann ko lubhana naye naye fasion se khud ko sajana ban than ke piyaji ke mann ko lubhana mujhse gore naye bartan le le badale mein de de mujhe kapada purana ho thaaro ji kaam bane, mharo ji kaam bane daam bi na lage are are suno suno suno suno baat pate ki baat yeh sahi hai, badon ne kahi hai yeh jano abb jo naya hai wo kal ho purana sach hai yeh kehana mano mano mano mano suno suno suno suno baat pate ki sab kuchh purana badal do aaji biwi purani na badalo kabhi sab kuchh purana badal do aaji biwi purani na badalo kabhi yeh sath sukh dukh mein degi sada jitani purani huyi utani nayi ho o o isaka tu jivan sathi, yeh teri jivan sathi jaise diya baati ho re ho re ho re suno suno suno suno baat pate ki baat yeh sahi hai, badon ne kahi hai yeh jano abb jo naya hai woh kal ho puraana sach hai yeh kehana mano maano mano mano suno suno suno suno baat pate ki