SONG: Suno Suno Ki Bahut Dukh Bhara Fasana Hai - सुनो सुनो के बहुत दुःख भरा फसाना है

Suno Suno Ki Bahut Dukh Bhara Fasana Hai - सुनो सुनो के बहुत दुःख भरा फसाना है

LYRICS:
suno suno ke bahut dukh bhara fasana hai hamare rone se hansta jamana hai kasur ye hai ki paida huye garib ke ghar hamara dil to har ek teer ka nishana hai tumhare saamne aansu bahaye jate hai tumhare saamne aansu bahaye jate hai najar se dil ki kahani sunaye jate hai najar se dil ki kahani sunaye jate hai tumhare aish ki buniyaad hai hamara gam tumhare aish ki buniyaad hai hamara gam tumhare sukh ke liye dukh uthaye jate hai tumhare sukh ke liye dukh uthaye jate hai rangate hai jinke mahlo ko ham apne khun se rangate hai jinke mahlo ko ham apne khun se unhi ke gamo ko lekar banaye jate hai unhi ke gamo ko lekar banaye jate hai duniya me ab humaari mohare laga hi jaana hasta hua savera ab to hai aane waala duniya me ab humaari mohare laga hi jaana hasta hua savera ab to hai aane waala hum apne soye dil ko jagaaye jaate hai hum apne soye dil ko jagaaye jaate hai jagaaye jaate hai, jagaaye jaate hai