SONG: Suno Suno Ji Hum Tumko - सुनो सुनो जी हम तुमको

Suno Suno Ji Hum Tumko - सुनो सुनो जी हम तुमको

LYRICS:
suno suno ji ham tumko ab aise katha sunate hain jinki gatha har ghar me sab bade prem se gaten hain raja hiranykashyap raja hiranykashyap raja hiranykashyap raja hiranykashyap naam leke jinka, sansaar kare hain jap tap are naam leke jinka, sansaar kare hain jap tap jap tap jap tap jap tap jap tap jap tap jap tap jap tap jap tap jap tap jap tap hoy raja hiranykashyap raja hiranykashyap raja hiranya ki aisi hain kahani ek baar jisne sun li fir fir padi sunani navrat ki bahti nadiya. tere hain sunne wale navrat ki bahti nadiya. tere hain sunne wale kabhi hanske howe pagal kabhi ansu gire hain tap tap kabhi hanske howe pagal kabhi ansu gire hain tap tap tap tap tap tap tap tap tap tap rakshao ke raja hiranykashyap maharaja saare lokonko jeet pahunche indr ke dham aur inder ke chhut gaye chhakke rah gaye akke bakke iske baad raja hiranykashyapne kar di vaikunth par chadhai sunke ran ki ki bheriya, bhage dwarpal jaise dwar par hi aa gaya ho kaal bhage dwarpal ho bhage dwarpal chhod gaye o dhanush baan aur chhodi khadag dhan he bhage dwaarpal ho bhage dwarpal are mere bhai, kyo lete ho jamai agar din me nind aise hain satati jaise satati hain raat ko lugai to mere bhai ek sath bolo raja hiranykashyap ki jai ha to jab pahunche ja hiranya, le apani saari shakti bhawaan khud ko bhule, bhakto ki bhule bhakti chhod ke apana aasan the bhage ja narayan chhod ke apana aasan the bhage ja narayan bhawaan khud ko bhule, bhakto ki bhule bhakti narayan narayan narayan narayan narayan narayan narayan narayan narayan to kar gaye palayan fir maharaj hiranykashyap ne puchha kaha gaya hari ho kaha gaya hari o bhaga o bhaga jab jan pe padi kaha gayi shri ho kaha gahi shri jaha gaye hari waha gayi shri jaha gaye hari waha gayi shri shri hari shri hari shri hari shri hari shri hari shri hari shri hari shri hari are naash ki mahima sunlo jo bhi sunghe naas re ha jo bhi sunghe naas re rogo ka kya kahana na yam bhi aaye paas re naas naas jai naas naas naas naas jai naas naas ye naas ki katha nahi maharaj hiranykashyap ki katha sunao to chhup gaye koi waha aur koi waha varun aa gaya pakadi mangne laga ro ro ke duhai kaha ye varun bhagte ho tum kidhar kya tumko nahi mera dar bhukho aaj mar raha sansaar barse na agar mahine me teen baar kat dunga sar sunke sare devta kanp uthe thar thar kanp uthe thar thar bhage apne apne ghar ghar ghar jale sukh ke diye raja hiranya jug jug jiye raja hiranya jug jug jiye raja hiranya jug jug jiye jug jug jiye, jug jug jiye