SONG: Suno Suno Hey Nar Nari - सुनो सुनो हे नर नारी ये कथा पुरानी है

Suno Suno Hey Nar Nari - सुनो सुनो हे नर नारी ये कथा पुरानी है

LYRICS:
suno suno he nar nari ye katha purani hai ye katha purani hai ye katha purani hai janak raj ki beti pyari hui swayamvar ki tyari ek dhanush aayega bhari ek dhanush aayega bhari jo bhi uski dor chadaye wohi siya ka piya usi ki sita rani hai usi ki sita rani hai ye katha purani hai desh desh ke raja aaye besh banaye rawan aaya rawan aaya use dekh raja ghabraye ram lakshman rajkuwar matwale kuwar matwale kuwar matwale viswamitra guru bhi aaye dadhiwale dekh dekhkar hasta hai rawan abhimani hai rawan abhimani hai ye katha purani hai hath liye jaimala sita aayi sita aayi papi rawan ki aankhe lalchahi aakhe lalchai sita ne tab charo aur najar daudayi najar daudayi ha najar daudayi ram chandra ki chat naino me chayi naino me chayi ha naino me chayi siya sochkar mann hi mann akulayi komal tan hai ram aur parwat si dhanush uthani hai komal tan hai ram aur parwat si dhanush uthani hai uthani hai uthani hai chali hai janki sita magan hai nayan sharmate hai aasman se phul baraste nar nari muskurate hai ram chandra ko sita rani ne pahanai jai mala jai mala ho jai mala ye do hridyo ke madhur milan ki amar kahani hai ye katha purani hai ye katha purani hai