SONG: Suno Suno Gagan Ke Tare - सुनो सुनो गगन के तारे

Suno Suno Gagan Ke Tare - सुनो सुनो गगन के तारे

LYRICS:
suno suno gagan ke tare suno suno gagan ke tare ghar aaye mehman hamare suno suno gagan ke tare man kahe mai milne jau nain kahe sharmau man kahe mai milne jau nain kahe sharmau in dono ki uljhan me mai kaise paw badhau suno suno gagan ke tare suno suno gagan ke tare ghar aaye mehman hamare suno suno gagan ke tare chand se kah do chupke chupke unko ye samjhaye chand se kah do chupke chupke unko ye samjhaye dekh rahi koi raah tumhari kab ki aas lagaye dekh rahi koi raah tumhari kab ki aas lagaye suno suno gagan ke tare suno suno gagan ke tare ghar aaye mehman hamare suno suno gagan ke tare chand sitare kabhi kisi ka nahi sandesha late chand sitare kabhi kisi ka nahi sandesha late jinko jinse preet hai wo khud hi chal kar aate jinko jinse preet hai wo khud hi chal kar aate koi taro ko kahe pukare koi taro ko kahe pukare hum aaye hai pas tumhare koi taro ko kahe pukare hum aaye hai pas tumhare chup jao gagan ke tare chup jao gagan ke tare aa gaye mehman kaha re chup jao gagan ke tare