SONG: Suno Sunaye Aaj Tumhe Ek Choti Si Khani (Part 1) - सुनो सुनाये आज तुम्हे, एक छोटी सी कहानी

Suno Sunaye Aaj Tumhe Ek Choti Si Khani (Part 1) - सुनो सुनाये आज तुम्हे, एक छोटी सी कहानी

LYRICS:
suno sunaye aaj tumhe, ek choti si kahani ek baap ki do do beti, ek sawari ek gori jaise champa chamali ho kabhi na rahe akali ho ho ji ho ji ho ek hamara babu lamba coat daal ke dole coat daal ke dole coat ke batan kabhi na khole coat ko pehan raat bhar so le uper se wo kadva bole kaha hai muniya kaha hai chuniya bhitar misri ghole muniya chuniya tum ho meri duniya daulat vala himmat vala muchho vala lala jiski ucchi hawali ho jaha man kare aise kheli ho ho ji ho ji ho ji ho ek kaagaji pehalwan jo bana munim hamara bana munim hamara pahan ke enak pyara pyara fira karta hai mara mara ghar valo ne fikar na ki haye haye haye isko kaun jag me byaah jo ab tak fire kuwara haye haye haye dukh saha nahi jaye bhed na khole chup chup dole hole hole bole jaise gungava teli ho ke jiski akal mareli ho ho ji ho ji ho ji ho ek hamari behan hai jiske dil ki ho gayi chori dil ki ho gayi chori gale me padi prit ki dori phire ab uljhi uljhi gori baapu man hi man me soche hat teri ki dhat teri ki gayi hath se chhori chhupake chhupake mile chup chupake iska saiya bada hai kaiya pade hai iske paiya jab bhi dekhe akali ho ki dil me uthe paheli ho ho ji ho ji ho ji ho suno sunaye aaj tumhe, ek choti si kahani ek baap ki do do beti, ek sawari ek gori jaise champa chamali ho kabhi na rahe akali ho ho ji ho ji ho ji ho