SONG: Suno Sunaye Aaj Tumhe, Ek Chhoti Si Kahani - सुनो सुनाये आज तुम्हे, एक छोटी सी कहानी

Suno Sunaye Aaj Tumhe, Ek Chhoti Si Kahani - सुनो सुनाये आज तुम्हे, एक छोटी सी कहानी

LYRICS:
duniya valo gaur se sunana meri dard ki kahani samjho samjho kya kahta hai meri aankh ka pani suno sunaye aaj tumhe, ek choti si khani ek baap ki do do beti, ek sawari ek gori jaise champa chamali ho kabhi na rahe akeli ho suno sunaye aaj tumhe duniya khushi ki fir ujad gayi champa se chameli fir bichhad gayi ho ji ho ji ho ji ho hari bhari bagiya thi bikhar gayi champa se chameli haaye bichhad gayi nain bichare, dhund ke hare puche dwaare dwaare kaha meri chamali ho ke rah gayi champa akeli ho suno sunaye aaj tumhe baat sakat huyi sanjh dhali jhar jhar nir bahaaye re kali ho ji ho ji ho ji ho ji ho koi to bataye haye uski gali jhar jhar nir bahaaye re rutha maali bagiya khali puchhe dali dali kaha meri chamali ho ki rah gayi champa akeli ho kaha meri chamali ho kaha meri chamali ho chamali ho, chamali ho chamali ho, chamali ho