SONG: Suno Seeta Ki Kahani Ke Wo Mahlo Ki Rani - सूनों सीता की कहानी की वो महलों की रानी

Suno Seeta Ki Kahani Ke Wo Mahlo Ki Rani - सूनों सीता की कहानी की वो महलों की रानी

LYRICS:
bol gayi dharti ki kaya kaanp gayo aakal bina dosh ke sita ko jab ram diyo vanvas suno sita ki kahani ki wo mahlo ki rani chhod ghar bar gayi vanvas kisi ne kadar na jani suno sita ki kahani ki wo mahlo ki rani chhod ghar bar gayi vanvas kisi ne kadar na jani dagar dagar bhatke vanvas pag pag thokar khaye bhukhi pyasi phire ho van me man me pir chhupaye pad gaye chhlae pavo me do nayan kamal murjhaye ramsiya ram jai jai ramsiya ram ramsiya ram jai jai ramsiya ram ramsiya ram jai jai ramsiya ram pad gaye chhlae pavo me do nayan kamal murjhaye nayan kamal murjhaye kaise sune ye katha koi kaise koi sunaye ram siyaram siyaram ram siyaram siyaram kaise sune ye katha koi kaise koi sunaye chhalak pade nayan ki gagri cham cham barse pani re cham cham barse pani suno sita ki kahani ki wo mahlo ki rani chhod ghar bar gayi vanvas kisi ne kadar na jani dekho duniya walo sita sati ki prit mahan sati sita ki prit mahan jisne diya vanvas usike hi karti gungan usike hi karti gungan kahe parbhu se kuch mangu to mangu ye vardan ramsiya ram jai jai ramsiya ram ramsiya ram jai jai ramsiya ram kahe parbhu se kuch mangu to mangu ye vardan mangu ye vardan apne pati ke charno me hi nikle mere paran ram siyaram siyaram ram siyaram siyaram apne pati ke charno me hi nikle mere paran ram siyaram siyaram ram siyaram siyaram apne pati ke charno me hi nikle mere paran