SONG: Suno Re Bhaiya Hum Laye Hai - सुनो रे भईया हम लाये हैं

Suno Re Bhaiya Hum Laye Hai - सुनो रे भईया हम लाये हैं

LYRICS:
hey suno suno re bhaiya hum laye hai ek khabar mastani aaj kisi jalim ki marne wali hai nani arey nani arey nani ho nani suno re bhaiya hum laye hai ek khabar mastani aaj kisi jalim ki marne wali hai nani arey nani arey nani ho nani bahut dino tak mal udaya ullu hume bnaya chhupke chhupke gap gpa gap kya chhupke chhupke gap gpa gap baith ke halwa khaya gap gpa gap gap gpa gap baith ke halwa khaya arey ab to khulegi beta ji ki sari beimani aaj kisi jalim ki marne wali hai nani arey nani arey nani ho nani kah do daulat ke andho se kare na humse jhagda arey bado bado ke sar pe padta samay ka juta tagda ho padta ho padta samay ka juta tagda nahi chlegi yaha kisi bhi bachche ki saitani aaj kisi jalim ki marne wali hai nani arey nani arey nani ho nani suno re bhaiya hum laye hai ek khabar mastani aaj kisi jalim ki marne wali hai nani haye nani haye nani ho nani