SONG: Suno Meri Fariyad - सुनों मेरी फरियाद

Suno Meri Fariyad - सुनों मेरी फरियाद

LYRICS:
tere darbaar me data, sada insaaf hota hain use tu paar karta hain, jise tufaan dubota hain sun meri fariyad kiya hain, maine tujhko yaad sun meri fariyad kiya hain, maine tujhko yaad kar dega barbaad meri duniya ek saiyad sun meri fariyaad jab jab tere bando ne di teri duhai tab tab maliq tune hi unki laaj bachai aaj magar khamosh hain tu aaj magar khamosh hain tu kyun dekh ke ye bedag sun meri fariyad kiya hain, maine tujhko yaad kar dega barbaad meri duniya ek saiyad sun meri fariyaad ek taraf ek sikandar ki shan hain ek taraf begunaho ki jaan hain aaj sare jamane ke samane tere insaaf ka imtihaan hain naam mitega tera bhi, naam mitega tera bhi mere mitane ke baad sun meri fariyad kiya hain, maine tujhko yaad kar dega barbaad meri duniya ek saiyad sun meri fariyaad