SONG: Suno Ek Naya Fasana - सुनों सुनों, क्या क्या क्या

Suno Ek Naya Fasana - सुनों सुनों, क्या क्या क्या

LYRICS:
suno suno, kya kya kya ek naya fasana, sach ha ha ek naya fasana sab milke, jara dil se milke, jara dil se suno suno, ek naya fasana sab milke, jara dil se milke, jara dil se ek khaab ki mehfil se mai laya hu ek geet suhana suhana, ek geet suhana khaab ki baate, kuch na chhupana kuch na chhupana jo kuch bhi dekha hai sunana, sunana jo kuch bhi dekha hai sunana, sunana hanste hanste dil rota hai apna phir bhi pyar se hai muskana aaj ek zehar, ye zehar me jab dardo gum ka dubana khaab me jo kuch dekha usko bana do, aaj tarana usko bana do, aaj tarana hanste hanste maine dekha khaab me ek nirala jaha, ek nirala jaha jhukte nahi hai sar waha darte nahi hai dil waha jhukte nahi hai sar waha darte nahi hai dil waha maine dekha khaab me ek nirala jaha, ek nirala jaha husn bhari hai ek jami husn bhara hai aasma husn bhari hai ek jami husn bhara hai aasma ishq ke saye tale zindagi ka karwa zindagi ka karwa maine dekha khaab me maine dekha khaab me maine dekha khaab me ek nirala jaha, ek nirala jaha