SONG: Suno Buzurgo Ka Ye Kehna - सुनों बुजुर्गों का ये कहना

Suno Buzurgo Ka Ye Kehna - सुनों बुजुर्गों का ये कहना

LYRICS:
ha koi samjhe ise nasihat na koi samjhe gana ek ticket me do hai tamashe dekhe aaj zamana aa aa suno buzurgo ka ye kahna suno buzurgo ka ye kahna beta beta single single rahna suno buzurgo ka ye kahna suno buzurgo ka ye kahna beta beta single single rahna suno buzurgo ka ye kahna shadi karke hua ye haal laao jakar chane ki dal tirchi najro wali ne mange reshm ka rumal lao kapda lao gahna lao kapda lao gahna nakhare dekh ke aaya yaad hame buzurgo ka ye kahna hame buzurgo ka ye kahna beta beta single single rahna suno buzurgo ka ye kahna puchho kya hai mera nam memsab ka gulam memsab ka gulam puchho kya hai mera kaam unke naukar ko salam unke naukar ko salam puchho mera programme gali khana subah sham gali khana subah sham bhakt gopu ka yahi hai kahna bhakt gopu ka yahi hai kahna bhakt gopu ka yahi hai kahna beta beta single single rahna suno buzurgo ka ye kahna suno buzurgo ka ye kahna beta beta single single rahna suno buzurgo ka ye kahna