SONG: Suniyo Araj Hamaari Prabhuji - सुनियो अरज हमारी प्रभुजी

Suniyo Araj Hamaari Prabhuji - सुनियो अरज हमारी प्रभुजी

LYRICS:
suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari duniyaa ki is bhari sabhaa mein rakhiyo laaj muraari suniyo araj hamaari tod diyaa adhe haathon ne raam naam ka pyaalaa jal ke raakh hui re kaanhaa bhakto ki madhushaalaa suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari paap ke mandir nis din banate jhut ki gagaa bahati dhamr ki aankhe andhi ho gayi pujaa ho gayi sasti suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari har man me tum base hue ho jaane ye sasaari aas milan ki janam janam tak phir bhi rahe kunvaari suniyo araj hamaari prabhuji suniyo araj hamaari