SONG: Suniye Suniye Hamara Fasana - सुनिये सुनिये हमारा फ़साना

Suniye Suniye Hamara Fasana - सुनिये सुनिये हमारा फ़साना

LYRICS:
suniye suniye hamara fasana dil na jane kaha kho gaya bhul jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya suniye suniye hamara fasana dil na jane kaha kho gaya bhul jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya humko bharosha tha apne dil par kaise tumhara hua hai hota hai kya kya dekhoge aage ye to abhi ekta hai roz rato ko tare ginega rog dil ka tumhe ho gaya bhul jaoge tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya suniye suniye hamara fasana dil na jane kaha kho gaya bhul jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya kitne musafri bhule hai manjil ulfat ke rashte na jana jitna bhi chaho hamko satalo ye hai tumhara jamana hum bhi ek roz tum par hasenge pyar agar tumko ho gaya bhul jaoge tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya suniye suniye hamara fasana dil na jane kaha kho gaya bhul jao ji tum apne dil ko ab to wo dil mera ho gaya