SONG: Suniye Suniye Aajkal Ki Ladkiyo Ka Program - सुनिए सुनिए आजकल की लड़कियों का प्रोग्राम

Suniye Suniye Aajkal Ki Ladkiyo Ka Program - सुनिए सुनिए आजकल की लड़कियों का प्रोग्राम

LYRICS:
mujhe jab dadi amma ka jamana yaad aata hai to chhidiya or kauve ka fasana yaad aata hai o jawa ladki ko jawa ladki oye jawa oye jawa ladki ko vo kabhi nange sir kabhi dekh leti thi kaisi kaisi gaaliya ji bhar ke deti thi oye khsama nu khani kitnu jati aag lage teri jawani ko le jaye teri nani ko is umar me ye haal kambhakat dupata sambhal purani ladkiya bhi sharam ko jewar samjhti thi buzargo ke kadmo me hi vo apna ghar samjhti thi mager is dor me vo potiya na dadiya dekhi jawa ya bhudiya sab husan ki shahjadiya dekhi kisora chhora kaval khandave vala, ab suniye suniye suniye aajkal ki ladkiyo ka program suniye suniye aajkal ki ladkiyo ka program kaise inki subah gujre kaise inki shaam suniye suniye aajkal ki ladkiyo ka program suniye suniye nau baje tak bistar me khuraje apne galo ko sapne dekhe bittal ke or noche apne balo ko aankh khuli ghabara ke to uth baithi dhundhala ke o my god i am late aankh khuli ghabara ke to uth baithi dhundhala ke shor machakar mummy daddy naykar par ilzam suniye suniye aajkal ki ladkiyo ka program suniye suniye kithe jana mamshab, girls college taxi pakadi collage pauhchi sun liya lecture aadha padhte padhte yaad aagaya kisi friend ka vada o my god i am late i am getting late padhte padhte yaad aagaya kisi friend ka vada khisak ke pahuchi restro jaan me aayi jaan haye hero haye hero haye hero haye baby haye baby haye haye haye haye honey mai to bor ho gaya really don't tell me that don't tell me that darling itne me le aaya baira coffee ke do jaam suniye suniye aajkal ki ladkiyo ka program suniye suniye tarah tarah ki chhid gayi gupshap yardale ka mile na makeup tarah tarah ki chhid gayi gupshap yardale ka mile na makeup kadam kadam pe dhoti vale moti tondo vale lale krismish me japan chalenge nahi to englishtan chalenge isi tarah ki baato me din sara hua tamaam suniye suniye aajkal ki ladkiyo ka program kaise inki subha gujre kaise in ki shaam suniye suniye