SONG: Suniye Huzur Pyar Ka Charcha Na Kijiye - सुनिए हुजुर प्यार का चर्चा ना कीजिए

Suniye Huzur Pyar Ka Charcha Na Kijiye - सुनिए हुजुर प्यार का चर्चा ना कीजिए

LYRICS:
suniye huzur pyar ka charcha na kijiye aur aap bhi to pyar se dekha na kijiye suniye huzur pyar ka charcha na kijiye dil dar raha hai pyar me afsana ban na jaye dil dar raha hai pyar me afsana ban na jaye uljhan me aa pada hai ye diwana ban na jaye hardum mere khyaal me aaya na kijiye suniye huzur pyar ka charcha na kijiye anjan banke mujhse na najre churaiye dil par na mere is tarah bijli giraiye aisa na kijiye aji aisa na kijiye suniye huzur pyar ka charcha na kijiye mere garib dil ka sahara tum hi to ho mere garib dil ka sahara tum hi to ho mera nasib meri tamanna tumhi to ho yu mujhse dur rahke sataya na kijiye suniye huzur pyar ka charcha na kijiye hai aarzu ke pyar ki dunia basaye hum hum aapke hai aapko apna banaye hum inkar karke dil mera toda na kijiye suniye huzur pyar ka charcha na kijiye