SONG: Suni Sej Saja Du - सूनी सेज सजा दूँ

Suni Sej Saja Du - सूनी सेज सजा दूँ

LYRICS:
suni sej saja du aa main tujhe sula du suni sej saja du aa main tujhe sula du apani nindiya ko main tere naino mein basa lu suni sej saja du nind ka jhonka aaya hai isne tujhe daraya hai aaj ki raat piya tujhpe meri julfo ka saya hai nind ka jhoka aaya hai isne tujhe daraya hai aaj ki rat piya tujhpe meri julfo ka saya hai iss saye mein jo bhi aaye main usko dhamka doon suni sej saja du aa main tujhe sula du apni nindiya ko main tere naino mein basa lu sej saja du maati aag pawan pani inse ye sansar bana par jane kiski chij se raaja ye aurat ka pyar bana mati aag pawan paani inase ye sansar bana par jane kisaki chij se raaja ye aurat ka pyar bana main shabnam hu par main chhuke shola tujhe bana du suni sej saja doon aa main tujhe sula du apni nindiya ko main tere naino mein basa lu suni sej saja du rah taki inn rato ki jaane kitani raato se kash utha dete tum mera ghunghat apne haatho se rah taki inn rato ki jaane kitani rato se kash utha dete tum mera ghunghat apne hatho se ji chahe jal jau bati banake deep bujha du suni sej saja doon aa main tujhe sula du apani nindiya ko main tere naino mein basa lu suni sej saja du sej saja dun la la la la suni sej saja du hmm hmm hmm