SONG: Suni Padi Hai Pyar Ki Duniya - सूनी पड़ी हैं प्यार की दुनिया तेरे बगैर

Suni Padi Hai Pyar Ki Duniya - सूनी पड़ी हैं प्यार की दुनिया तेरे बगैर

LYRICS:
suni padi hai pyar ki duniya tere begair suni padi hai pyar ki duniya tere begair jali hui dil me tamanna tere begair jali hui dil me tamanna tere begair mujhse kahi na jayegi, hansi ki dastan mujhse kahi na jayegi, hansi ki dastan pura na ho sakega fasana tere begair pura na ho sakega fasana tere begair suni padi hai pyar ki duniya tere begair tum ho ke meri yaad bhi, dil se nikaal di tum ho ke meri yaad bhi, dil se nikaal di mai hu ki ek bojh hai, tamanna tere begair mai hu ki ek bojh hai, tamanna tere begair