SONG: Suni Kisi Ne Bekahe Hamari Daastan - सुनी किसी ने बेकहे हमारी दास्ताँ

Suni Kisi Ne Bekahe Hamari Daastan - सुनी किसी ने बेकहे हमारी दास्ताँ

LYRICS:
suni kisi ne bekahe hamari dastan suni kisi ne bekahe hamari dastan thadap ke dil ne kah diya ke chup rahi juban dastan dastan dastan dastan suni kisi ne bekahe hamari dastan suni kisi ne bekahe hamari dastan thadap ke dil ne kah diya ke chup rahi juban dastan dastan dastan dastan udar vo bakarar ham thadapte hai idhar udar vo bakarar ham thadapte hai idhar kisi ke darde dil se ham nahi hai bekhabar tumhari bate sunke ruth jaye na jahan thadap ke dil ne keh diya ke chup rahi juban dastan dastan dastan dastan najar me kisne bhar diye hai rang bahar ke najar me kisne bhar diye hai rang bahar ke agar ye pyar hai to sadke jau pyar ke hamari aarzuye aaj ho gayi jawan thadap ke dil ne keh diya ke chup rahi juban dastan dastan dastan dastan bhula na dena ab tumhe hai pyar ki kasam bhula na dena ab tumhe hai pyar ki kasam jiyenge sath sath hum marenge sath ham gujar na jaye ye ghadi na badle ye sama thadap ke dil ne keh diya ke chup rahi juban dastan dastan dastan dastan