SONG: Sune Naa Koi Man Ki Vyatha - सुने ना कोई मन की व्यथा

Sune Naa Koi Man Ki Vyatha - सुने ना कोई मन की व्यथा

LYRICS:
sune na koi man ki vyatha sune na koi man ki vyatha sune na koi man ki vyatha prannath ka pyar na paya meri kyu durdasha sune na koi man ki vyatha sune na koi man ki vyatha parlaykaal ki bhishan halchal dagmag neel gagan ka aanchal parlaykaal ki bhishan halchal dagmag neel gagan ka aanchal thar thar karti prithvi kaanpe andhiyara hai ghira sune na koi man ki vyatha sune na koi man ki vyatha isi liye kya milan hua tha isi liye kya vyakul man tha isi liye kya milan hua tha isi liye kya vyakul man tha milan humara lagta jaise sapne the vo katha sune na koi man ki vyatha sune na koi man ki vyatha kaun mitaye ghor andhera tu hi pran tu jeevan mera kaun mitaye ghor andhera tu hi pran tu jeevan mera dekh vidhata ye dawanan is pal aake bujha sune na koi man ki vyatha sune na koi man ki vyatha prannath ka pyar na paya meri kyu durdasha sune na koi man ki vyatha sune na koi man ki vyatha