SONG: Sunaye Kisko Afsaana, Kisi Par Dil Hai Dewaana, Shama Pe Jaise Parwana - सुनाये किसको अफ़साना किसी पर दिल हैं दीवाना

Sunaye Kisko Afsaana, Kisi Par Dil Hai Dewaana, Shama Pe Jaise Parwana - सुनाये किसको अफ़साना किसी पर दिल हैं दीवाना

LYRICS:
sunaye kisko afsana kisi par dil hai diwana shama pe jaise parwana hame aata hai mar jana sunaye kisko afsana ab teri khushi me meri khushi hai ab teri khushi me meri khushi hai kya jindagi hai kya jindagi hai dard nishani teri dard nishani teri pati rahi hai kya jindagi hai kya dillagi hai juba pe kuch bhi na lana yuhi chupke se jal jana tumhe aata hai tadpana hame aata hai mar jana sunaye kisko afsana ab tere liye hum utha rahe gum ab tere liye hum utha rahe gum dil ko jalake dil ko jalake jo bhi kaha hai tumne jo bhi kaha hai tumne wo hamne mana hai khud ko mitake khud ko mitake bhala kyu gum se ghabrana ye dil hai tera najrana tumhe aata hai tadpana hame aata hai mar jana sunaye kisko afsana