Sunaye Hal-E Dil Kya Ham Hamara - सुनाएँ हाल-ए-दिल क्या हम हमारा
LYRICS:
sunaae haal-e-dil kya hum hamara
sunaae haal-e-dil kya hum hamara
mukaddar ban gaya dushman hamara
mukaddar ban gaya dushman hamara
sunaae haal-e-dil kya
kijan bankar ujada beraham ne
kijan bankar ujada beraham ne
yah lahraata hua gulshan hamara
yah lahraata hua gulshan hamara
sunaae haal-e-dil kya
girkar aag baadal ki ghata se
girkar aag baadal ki ghata se
jalaata hai ye dil savan hamara
jalaata hai ye dil savan hamara
sunaae haal-e-dil kya hum hamara
sunaae haal-e-dil kya