SONG: Sunaaun Kyaa Main Gam Apanaa - सुनाऊं क्या मैं गम अपना

Sunaaun Kyaa Main Gam Apanaa - सुनाऊं क्या मैं गम अपना

LYRICS:
sunaaun kyaa mai gam apanaa zubaan tak laa nahi sakta jo gaanaa chaahata hai dil wohi mai gaa nahi sakta wohi mai gaa nahi sakta sunaaun kyaa mile hai gair se hans kar wo mere saamane haaye wo mere saamane haaye lagi hai thes wo dil par ki mai batalaa nahi sakta ki mai batalaa nahi sakta sunaaun kyaa mai gam apanaa zubaan tak laa nahi sakta sunaaun kyaa meri hasarat bhari nazaro ko ab tak jo nahi samajhaa use mai dard-e-dil apna kabhi samajhaa nahi sakta kabhi samajhaa nahi sakta sunaaun kyaa mai gam apanaa zubaan tak laa nahi sakta sunaaun kyaa siwaa tere bahut hai husn waale bhi zamaane me husn waale bhi zamaane me magar mushkil ye hai ab dil kisi par aa nahi sakta kisi par aa nahi sakta sunaaun kyaa mai gam apanaa zubaan tak laa nahi sakta sunaaun kyaa