SONG: Sunaa Mandir Meraa Sakhi Ri - सूना मन्दिर मेरा सखी री

Sunaa Mandir Meraa Sakhi Ri - सूना मन्दिर मेरा सखी री

LYRICS:
sunaa mandir meraa sakhi ri sunaa mandir meraa sakhi ri jagamag jagamag dip jalaaun jagamag jagamag dip jalaaun pi bin phir bhi andheraa sakhi ri pi bin phir bhi andheraa sakhi ri sunaa mandir meraa sakhi ri sunaa mandir meraa pi ko dhundhun mai kujan me pi ko dhundhun mai kujan me bolaa koi pi pi ban me bolaa koi pi pi ban me ye to papihaa, piyaa nahi hai ye to papihaa, piyaa nahi hai pi bin rain saveraa sakhi ri pi bin rain saveraa sakhi ri sunaa mandir meraa sakhi ri sunaa mandir meraa nain jharoke sune saare nain jharoke sune saare sune hai palako ke dwaare sune hai palako ke dwaare bin saajan ye raaj bhavan bhi bin saajan ye raaj bhavan bhi hai jogi kaa deraa sakhi ri hai jogi kaa deraa sakhi ri sunaa mandir meraa sakhi ri sunaa mandir meraa