SONG: Suna Tu Man Ki Bin Par - सुना तू मन की बीन पर

Suna Tu Man Ki Bin Par - सुना तू मन की बीन पर

LYRICS:
suna tu man ki bin par suna tu man ki bin par ye aasuo ki ragini suna tu man ki bin par ye aasuo ki ragini ke jal utha hai chandarma sulag rahi hai chandani suna tu man ki bin par wo kal ki bat bhul ja wo kal ki bat bhul ja milan ki rat bhul ja o meri preet bawri o meri preet bawri tu aaj kyu bani thani suna tu man ki bin par ye aasuo ki ragini suna tu man ki bin par ye tere geet ruth kar ye tere geet ruth kar ye moti man ke tut kar bikhar chuke hai dhul me bikhar chuke hai dhul me tu ban gayi bikharini suna tu man ki bin par ye aasuo ki ragini ke jal utha hai chandarma sulag rahi hai chandani suna tu man ki bin par