SONG: Suna Suna Lage Brij Ka Dham Gokal Ko Chhod - सूना सूना लागे बृज का धाम गोकुल को छोड़

Suna Suna Lage Brij Ka Dham Gokal Ko Chhod - सूना सूना लागे बृज का धाम गोकुल को छोड़

LYRICS:
maiya ki mamta sajhi sajh baba ka pyar baal baal ki mitrata gopiyan ki manohar sajh ke sab parivar ko sajh murli ki taan apno se mukh mod ke mathura chale re kanha suna suna lage brij ka dham gokul ko chhod chale re ghansham suna suna lage brij ka dham gokul ko chhod chale re ghansham jamuna roye madhuvan roye roye kadam ki chhaiya bhar bhar naina roye re gawale roye brij ki gaiya raah rok kar roye mansuka bilakh rahe more sham re suna suna lage brij ka dham gokul ko chhod chale re ghansham suna suna lage brij ka dham gokul ko chhod chale re ghansham khol sake na ghar ke panchhi ashuan se bhahre naina aaja kanha na ja kanha na ja kahna aaja kanha na ja kanha kuke re pinjare ki maina nadiya roye giriwar roye le kanha ka naam re suna suna lage brij ka dham gokul ko chhod chale re ghansham prem diwani radha rani bhar nainan me pani prem diwani radha rani bhar nainan me pani subak subak kahe haye re kanha haye re kanha subak subak kahe haye re kanha tune birha ki peedh na jani kaise kategi tum bin sathi jivan ki ab shaam re suna suna lage brij ka dham gokul ko chhod chale re ghansham suna suna lage brij ka dham gokul ko chhod chale re ghansham