SONG: Suna Ja Koi Geet Ae Dil Suna Ja - सुना जा सुना जा

Suna Ja Koi Geet Ae Dil Suna Ja - सुना जा सुना जा

LYRICS:
suna ja suna ja suna ja koi geet, ae dil suna ja suna ja koi geet, ae dil suna ja suna ja suna ja tasvvur me aaye, khyalo me aaye tasvvur me aaye, khyalo me aaye nigaho me aaye, to dil me samaye hume aazma ja, unhe aazma ja suna ja suna ja suna ja koi geet, ae dil suna ja suna ja suna ja jaha se nirali, hai halat humari jaha se nirali jaha se nirali, hai halat humari anokhi hai sabse, mohabbat humari anokhi hai sabse, mohabbat humari unhe bhi suna ja, hume bhi suna ja suna ja suna ja suna ja koi geet, ae dil suna ja suna ja suna ja wo najdik bhi hai, bahut dur bhi hai samjhte hai apna, to majbur bhi hai wo najdik bhi hai, bahut dur bhi hai samjhte hai apna, to majbur bhi hai bata ja unhe, apni halat bata ja suna ja suna ja suna ja koi geet, ae dil suna ja suna ja suna ja suna ja koi geet, ae dil suna ja suna ja suna ja