SONG: Sun Sun Sun Didi Tere Liye Ek Rishta Aaya Hai - सुन सुन सुन दीदी तेरे लिए इक रिश्ता आया है

Sun Sun Sun Didi Tere Liye Ek Rishta Aaya Hai - सुन सुन सुन दीदी तेरे लिए इक रिश्ता आया है

LYRICS:
ehhhh, sun sun sun didi tere liye ek rishta aaya hai sun sun sun didi tere liye ek rishta aaya hai are sun sun sun didi tere liye ek rishta aaya hai are sun sun sun didi tere liye ek rishta aaya hai sun sun sun ladke main kya gun sun sun didi sun ayyy sun sun sun didi tere liye ache ghar ka ladka hai par hak-haklaata hai p p pyaari anju zara pa pa paas to aa ache ghar ka ladka hai par hak-haklaata hai muh par daag chechak ke aur paan chabaata hai paan chabaata hai jab thodi pee kar aata hai paan chabaata hai jab thodi pee kar aata hai peeta hai jab jue main vo haar ke aata hai taash bhi roz kahan bas kabhi- kabhi hi hoti hain acha daaka pade kabhi to rami hoti hain roz kahan aisa hota hai danke padte hai adhe din to bechare ke jail main katte hain sun sun sun ladke main kya gun sun sun didi sun sun sun sun didi tere liye ek rishta aaya sun sun sun didi tere liye ek uska bas chale to jail bhi tod ke aayega siti ek baja dogi to daud ke aayega saans zara kam sunti hai par uncha bolti hain sasura thik hi sunta hai par muh se gunga hai sun sun sun ladke main kya gun sun sun didi sun sun sun sun didi tere liye ek rishta aaya hai sun sun sun didi tere liye ek rishta aaya hai