SONG: Sun Sun Ri Bulbul Diwani Aaj Suni Hai Maine - सुन सुन री बुलबुल दीवानी आज सुनी है मैंने

Sun Sun Ri Bulbul Diwani Aaj Suni Hai Maine - सुन सुन री बुलबुल दीवानी आज सुनी है मैंने

LYRICS:
sun sun ri bulbul diwani sun sun ri bulbul diwani aaj suni hai maine chhupke do dilo ki ye kahani ambua ke hoye ambua ke bag me sun sun ri bulbul diwani aaj suni hai maine chhupke do dilo ki ye kahani ambua ke hoye ambua ke bag me ek bola pyar karenge aur pyar ka yu ikrar karenge ek bola pyar karenge aur pyar ka yu ikrar karenge jab tak ye sansar rahega tera mera pyar rahega jab tak ye sansar rahega tera mera pyar rahega dur kahi ek duniya hogi dur kahi ek duniya hogi do dil ek tamanna hogi do dil ek tamanna hogi dono ki hogi ek nishani aaj suni hai maine chhupke do dilo ki ye kahani ambua ke hoye ambua ke bag me dusara bola bhul na jana dusara bola bhul na jana aaj ki bate ab ka zamana aaj ki bate ab ka zamana warna phir hum aahe bharenge warna phir hum aahe bharenge aur tumhe badnam karenge aur tumhe badnam karenge naino me bharke gham ka pani aaj suni hai maine chhupke do dilo ki ye kahani ambua ke hoye ambua ke bag me sun sun ri bulbul diwani aaj suni hai maine chhupke do dilo ki ye kahani ambua ke hoye ambua ke bag me