SONG: Sun Sun Meri Kahani Mushkil Hai Jaan Bachani - सुन सुन मेरी कहानी मुश्किल है जान बचानी

Sun Sun Meri Kahani Mushkil Hai Jaan Bachani - सुन सुन मेरी कहानी मुश्किल है जान बचानी

LYRICS:
sun sun meri kahani mushkil hai jan bachani sun sun meri kahani are mushkil hai jan bachani tara rampam gana sargam bhul gaye hum bhul gaye hum sari tigdam sari tigdam chakkar hai chakkar hai aane lage aane lage aane lage yad aa gayi aaj nani meri nani thi kani o nani meri nani sun sun meri kahani mushkil hai jan bachani aaye haskar rah gaye faskar jaye kaise jaye kaise yaha se bachkar yaha se bachkar mushkil me mushkil me aise ghire aise ghire aise ghire bahta hai aankho se pani ho pani haye pani ho pani ho pani sun sun meri kahani mushkil hai jan bachani sun sun meri kahani mushkil hai jan bachani