SONG: Sun Sun Manush Bhai Sab Mein Ek (Duet) - सुन सुन सुन मानुष भाई

Sun Sun Manush Bhai Sab Mein Ek (Duet) - सुन सुन सुन मानुष भाई

LYRICS:
sun sun sun manush bhai sun sun sun manush bhai sabse upar tu hi bhakt hai tujhme sakti samai sabse upar tu hi bhakt hai tujhme sakti samai sun sun sun manush bhai tujhme baste hai narayan tu basta hai narayan me narayan me bol bawre dhund raha kyu fir tu dharti aur gagan me hari narayan wo naam balas chalai re sun sun sun manush bhai sabme ek lahu ki dhara sabme ek sans lahrati unch nich ki jwala hai nar narayan ko chali jalati, chal jalati bhed bhaw ki kali badli manawta pe chayi re sun sun sun manush bhai jisne tan man ke tukdo se rachi teri ye sundar kaya jisne tan man ke tukdo se rachi teri ye sundar kaya apne aap bana patthar ka dekar apni mamta maya dekar apni mamta maya sabko kiya kamal jagat me dekar ke prabhu taali sun sun sun manush bhai sabse upar tu hi bhakt sabse upar tu hi bhakt tujhme sabki kamai sabse upar tu hi bhakat tujhme sabki kamai sabse upar tu hi bhakat tujhme sabki kamai sun sun sun manush bhai