SONG: Sun Sun Maanush Bhai (Male) - सुन सुन सुन सुन मानुष भाई

Sun Sun Maanush Bhai (Male) - सुन सुन सुन सुन मानुष भाई

LYRICS:
sun sun sun sun maanush bhai sun sun sun sun maanush bhai sab ke upar tu hi bhakat tujhme sabki kamaai sab ke upar tu hi bhakat tujhme sabki kamaai sun sun sun sun maanush bhai tujhme baste hai narayan tu basta hai narayan mein narayan mein bol baanware dhundh raha kyu phir tu dharti aur gagan mein hari kast sukh narayan mein naam bandha sukhdaai sun sun sun sun maanush bhai sab mein ek lahu ki dhara sab mein ek saans lahraati unch neech ki jwala hai nar narayan ko chali jalari chali jalari bhed bhaaw ki kaali badali maanawta pe chhaai re sun sun sun sun maanush bhai jisne tan man mein tukdo se rachi padi ye sundar kaya jisne tan man mein tukdo se rachi padi ye sundar kaya apne aap bana pathar ka dekar apni mamta maaya dekar apni mamta maaya sabko kiya kamal jagat mein dekar ke prabhu tali sun sun sun sun maanush bhai sun sun sun sun maanush bhai sab ke upar tu hi bhakat tujhme sabki kamaai sab ke upar tu hi bhakat tujhme sabki kamaai sun sun sun sun maanush bhai