SONG: Sun Sajna Kuch Aur Bhi Tujhse Kahna Hai - सुन सजना कुछ और भी तुझसे कहना है

Sun Sajna Kuch Aur Bhi Tujhse Kahna Hai - सुन सजना कुछ और भी तुझसे कहना है

LYRICS:
sun sajna sun sajna ha sun sajna sun sajna mujhe aaj tumhe kuch kehna hai mai samajh gaya jo kehna hai tune mere dil me rehna hai ha rehna hai sun sajna sun sajna ha sun sajna sun sajna dil ki duniya khali khali bolo kis din aaogi dil ki duniya khali khali bolo kis din aaogi sath hi ye vaada kar lo aa ke kabhi na jaogi sun gauriye sun gauriye sun gauriye sun gauriye kuch aur bhi tujhse kehna hai mai samjh gayi jo kehna hai tujhe palko ki chanv me rehna hai ha rehna hai sun gauriye sun gauriye sun gauriye aane ko tyaar hu jo iss baat ki kasam khayega aane ko tyaar hu jo iss baat ki kasam khayega mere sivay teri duniya me aur nahi koyi aayega sun sajna sun sajna sun sajna sun sajna kuch aur bhi tujhse kehna hai are ab kya kehna hai ab to baja bajega sahnayi bajegi achha ab to baja bajega sahnayi bajegi mai dulha banunga tu dulhaniya sajegi ab to baja bajega ab to baja bajega sahnayi bajegi ban ke dulhan jab aau tere angana judaayi me mujhko jalaana na tu sajna tham liya tera hath chahe din ho ya raat tu hai jindagi ke sath ab teri meri jodi gauri khub sajegi ab to baja baja bajega ab to baja bajega sahnayi bajegi duniya ko chodd teri duniya me aaungi tune thukraya to mai sajna tune thukraya to mai bol kaha jaungi tujhe aankho me chupau mai kaleje se lagaau apni baaho me jhulaau tere aane se ghar me diwali jagegi ab to baja bol ab to baja bajega sahnayi bajegi ab to baja bajega sahnayi bajegi