SONG: Sun Re Saajan Sun - सुन रे सजन सुन

Sun Re Saajan Sun - सुन रे सजन सुन

LYRICS:
sun re sajan sun, sun man ki batiya re naino ko bhaaye gayili tori suartiya mera naram karejwa dol gaya koi pyar ki boli bol gaya mera naram karejwa dol gaya chhup chhup ke koi aata hai aur prem ki bansi bajata hai chhup chhup ke koi aata hai aur prem ki bansi bajata hai mera naram karejwa dol gaya nas nas me amrit ghol gaya mera naram karejwa dol gaya tan man ki sudh budh kho baithi main aaj kisi ki ho baithi main aaj kisi ki ho baithi koi nainan se dil taul agya mera naram karejwa dol gaya koi nainan se dil taul agya mera naram karejwa dol gaya mohe ankhiyo ne badnam kiya mohe ankhiyo ne badnam kiya meri preet ka charcha aam kiya meri preet ka charcha aam kiya koi laaj ka ghunghat khol gaya mera naram karejwa dol gaya