SONG: Sun Re Bawre Ghar Wali Bin Suna Hai Sansar - सुन रे बावरे सुन रे बावरे

Sun Re Bawre Ghar Wali Bin Suna Hai Sansar - सुन रे बावरे सुन रे बावरे

LYRICS:
sun re bawre sun re bawre ghar wali bin suna hai sansar sun re bawre sun re bawre ghar wali bin suna hai sansar baware suna hai sansar ghar ki shobha ghar wali hai ghar ki shobha ghar wali hai ghar wali hi deewali hai ghar wali hi deewali hai ghar ki shobha ghar wali hai ghar wali hi deewali hai man ki bagiya haryali hai man ki bagiya haryali hai rahta ghar gunjal bawale rahta ghar gunjal bawale rahta ghar gunjal bawale sun re bawre sun re bawre ghar wali bin suna hai sansar baware suna hai sansar bin sajani ghar bhut ka dera bin sajani ghar bhut ka dera rog shauk mein koi na tera andhiyari mein wahi ujela andhiyari mein wahi ujela andhiyari mein wahi ujela ghar wali bin jina hai dushawar baware jina hai dushawar sun re bawre sun re bawre ghar wali bin suna hai sansar baware suna hai sansar