SONG: Sun Lo Sun Lo - सुन लो सुन लो

Sun Lo Sun Lo - सुन लो सुन लो

LYRICS:
hoye sun lo ji sun lo sun lo hoye sun lo meri baat o dekho ki dekho pahli mulakat kahi bhul na jana ho kabhi dil na dukhana hoye aji sun lo leke mera hath kabhi tum kabhi tum chhodna sath, daga deke na jana ho kabhi dil na dukhana hoye jabse mili hain balma tose nazariya ho tose nazariya tere khayalo me, main gayi aisa tere khayalo me, main gayi jabse hain dekhi tori bholi suratiya aha bholi suratiya meri halat hoye meri halat ajab ho gayi meri halat ajab ho gayi palbhar na chain mohe, tadpu din rain kiya ho kiya kaisa diwana ho kabhi dil na dukhana hoye sun lo meri baat o dekho ki dekho pahli mulakat kahi bhul na jana ho kabhi dil na dukhana hoye tum na badlna kahi, duniya badl ke meri duniya badal ke dar hain ye baake sanwariya dar hain ye baake sanwariya ho ji nata lagake, gori dil me basake tohe dil me basake bhulo na eji bhulo na saari umariya bhulo na sari umariya karke ikrar naahi karna inkar hansake na rulana ho kabhi dil na dukhana hoye sun lo meri baat o dekho ki dekho pahli mulakat kahi bhul na jana ho kabhi dil na dukhana hoye