SONG: Sun Le Zamin Aasmaan Ke Khuda - सुन ले जमीन आसमान के खुदा

Sun Le Zamin Aasmaan Ke Khuda - सुन ले जमीन आसमान के खुदा

LYRICS:
sun le jamin aasman ke khuda sunle are do jahan ke khuda tune na suni to meri kaun sunega aaj na mani to khuda kaun kahega raham farma deke hai rahim tera naam karam farma deke hai karim tera naam sun le jamin aasman ke khuda sunle are do jahan ke khuda tune na suni to meri kaun sunega aaj na mani to khuda kaun kahega hote huye tere koi darbadar hua tute hai sahare tu sahara ban ja hote huye tere koi darbadar hua tute hai sahare tu sahara ban ja sun le jamin aasman ke khuda sunle are do jahan ke khuda tune na suni to meri kaun sunega aaj na mani to khuda kaun kahega dekh meri duniya bhi viran ho gayi ye to bata teri khudai khush ho gayi sun le jamin aasman ke khuda sunle are do jahan ke khuda tune na suni to meri kaun sunega aaj na mani to khuda kaun kahega maula meri kashti ko tu paar laga de kya tera bigde jo tu bigdi bana de maula meri kashti ko tu paar laga de kya tera bigde jo tu bigdi bana de sun le jamin aasman ke khuda sunle are do jahan ke khuda tune na suni to meri kaun sunega aaj na mani to khuda kaun kahega charo taraf ghere huye maut ke saye tere siwa garibo ko kaun bachaye sun le jamin aasman ke khuda do jahan ke khuda do jahan ke khuda rok de rok de rok de