SONG: Sun Le Too Dil Kee Sada - सुन ले तू दिल की सदा

Sun Le Too Dil Kee Sada - सुन ले तू दिल की सदा

LYRICS:
sun le tu dil ki sada sun le tu dil ki sada, pyaar se pyaar saja sun le tu dil ki sada, pyaar se pyaar saja sun le tu dil ki sada haye gusse ki jhalak lute sukh chain talak haye gusse ki jhalak lute sukh chain talak sabse hil-mil ai mere dil aisi mehfil fir kaha sun le tu dil ki sada, pyaar se pyaar saja sun le tu dil ki sada meri aawaaj ka tir jaayega dil ko bhi chir meri aawaaj ka tir jaayega dil ko bhi chir khoye nafrat laaye ulfat, yeh asar hai meharbaan sun le tu dil ki sada, pyaar se pyaar saja sun le tu dil ki sada pyaar rasta hai mera, aisa raahi hu tera pyaar rasta hai mera, aisa raahi hu tera na rahu mai na rahe tu par rahegi daastaan sun le tu dil ki sada, pyaar se pyaar saja sun le tu dil ki sada do dilo ki yeh lagan jaane dharti aur gagan do dilo ki yeh lagan jaane dharti aur gagan tu jaha hai mai vaha hu, jism do hai ek jaan sun le tu dil ki sada, pyaar se pyaar saja sun le tu dil ki sada, pyaar se pyaar saja sun le tu dil ki sada