SONG: Sun Chand Meri Ye Dasta Mai Kahu Tujhe Ya Ke Na Kahu - सुन चाँद मेरी ये दास्तान मैं कहूँ तुझे या के ना कहूँ

Sun Chand Meri Ye Dasta Mai Kahu Tujhe Ya Ke Na Kahu - सुन चाँद मेरी ये दास्तान मैं कहूँ तुझे या के ना कहूँ

LYRICS:
sun chand meri ye dastaa mai kahu tujhe ya ke na kahu teri chandani tere pas hai mujhe ye bata mai kaha rahu sun chand meri ye dasta khili rain me dekho chain se hai ye sara aalam so raha tere in sitaaro ki chhanv me mai akela chup chup ro raha lagi aag birah ki ang me mai sahun ise yaa ke na sahu sun chand meri ye dasta vo nazar jo dil me utar gayi jaise chubh gaya koi shul ho voh hatheli par tera mukh saja jaise phul par koi phul ho yun bahe nadi teri yad ki mai bahun yaha ya ke na bahu sun chand meri ye dasta