SONG: Sun Ae Mahjabin Mujhe Tujhse Ishq - सुन ऐ माहज़बीं मुझे तुझसे इश्क़

Sun Ae Mahjabin Mujhe Tujhse Ishq - सुन ऐ माहज़बीं मुझे तुझसे इश्क़

LYRICS:
sun aye mahjabin mujhe tujhse ishk nahi mujhe tujhse ishk nahi tujhse ishk nahi nahi nahi nahi ae wallaah sun aye mahjabin mujhe tujhse ishk nahi yu mai tera kayal hu, kayal hu naqz-o-adaa par mayal hu, mayal hu jalwo ka dam jalwo ka dam bharta hu chup-chup dekha karta hu par aye parda nashi mujhe tujhse ishk nahi tujhse ishk nahi nahi nahi nahi ae wallaah sun aye mahjabin mujhe tujhse ishk nahi tu wo dilkash hasti hai, hasti hai jo kwabo me basti hai, basti hai tu kah de to tu kah de to jaan de du jaan to kya imaan de du par aye khas lagi mujhe tujhse ishk nahi tujhse ishk nahi nahi nahi nahi ae wallaah sun aye mahjabin mujhe tujhse ishk nahi mujhe tujhse ishk nahi tujhse ishk nahi nahi nahi nahi ae wallaah