SONG: Sukh Gaye Palko Par Aansu - सुख गये पलकों पर आँसू

Sukh Gaye Palko Par Aansu - सुख गये पलकों पर आँसू

LYRICS:
sukh gaye palko par aansu rahi nain me pyas kabhi kabhi yu tut gayi hain man me apni aas chhod na apni aas ae dil chhod na apni aas chhod na apni aas ae dil chhod na apni aas jisne tujhko janam diya hain jisne tujhko janam diya hain sab kuchh uske paas ae dil chhod na apni aas ae dil chhod na apni aas duniya hain ek bhul bhulaiya raah najar na aaye duniya hain ek bhul bhulaiya raah najar na aaye tej chale jab gham ki andhi aaa ka deep bujhaye andhiyare me bhatke raahi manzil hi ek pass ae dil chhod na apni aas ae dil chhod na apni aas dukh na ho to sukh bhi kya hain dukh me sukh ki jaan dukh me sukh ki jaan naam hain dukh ka mushkil raahe insa ki pahchan kaanto me wo phul chhupe hain gul me gyan ki baat ae dil chhod na apni aas ae dil chhod na apni aas